DIL DIL PAKISTAN by Vital Signs
  • 8 years ago
Title: Dil Dil Pakistan
Singer: Junaid Jamshed
Music: Vital Signs
Lyricist: Shoaib Mansoor

aisi zameen aur aasmaan
in ke siwa jaana kahaan
barhti rahe yeh roshni
chalta rahe yeh kaarwaan

Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
[repeat]


dil dil se milte hain to pyar ka chehra banta hai
chehra banta hai
phool ek larri mein proey to phir sehra banta hai
chehra banta hai

Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
[repeat]


aisi zameen aur aasmaan
in ke siwa jaana kahaan
barhti rahe yeh roshni
chalta rahe yeh kaarwaan

Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan


ghar apna to sab ko jee jaan se pyara lagta hai
pyara lagta hai
ham ko bhi apni har har taan se pyara lagta hai
taara lagta hai

Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
Recommended