Sardio Mein Honto Ki Hifazat Ke Liye Chand Nuskhay

  • 8 years ago
Sardio Mein Honto Ki Hifazat Ke Liye Chand Nuskhay
Honto par honey laga kar us ke upar vaseline ke layer lagayen or 10 to 15 minute ke liye lagaye rakhne ke baad cotton geeli karke saaf karein, ye amal 1 week tak continue rakhein.

Cucumber ke bareek qatlo ko lips par achi tarah rub karein or 15 minute tak lips par laga kar rakhein or phir sada pani se dho lein.

Gulab ki pattio ko kachay milk mein kuch ghantay bhigo kar rakhein or phin inehn taqreeban 15 minute ke liye lips pr lagayen.

2 spoon sugar mein frew drops olive oil milayen or is half spoon honey mila kar taqreeban 5 minute ke liye chor dein. Ise lips par achi tarah ragrein.

1 1 spoon lemon juice or honey mila lein or is mein half spoon castor oil bhi mila lein, is mixture ko sone se pehlay lips par lagayen or subah dho lein.

Hafte mein 2 times lips par olive oil lagayen.

Lips ki taro tazgi ke liye sab se important cheez water ha. Daily kasrat se water piyen deegar fawaid ke ilawa lips bhi soft rahengay.

Recommended