Khane Ke Baad Pani Peene Ka Nuqsan

  • 8 years ago
Khane Ke Baad Pani Peene Ka Nuqsan
Khane khane ke baad pani peene se stomach nakara ho jata ha or insan bohat si beemario mein mubtala ho jata ha, khane ke baad pani jitna sehat ko nuqsan deta ha itna agar khane ke baad 1 spoon poison use kiya jaye to wo bhi shayad kam nuqsan de, algharz khana khane ke baad kam az kam half hour tak pani bilkul nahi peena chahiye.

Recommended