qasam us waqt ki, qasam us waqt ki (x2) jab waqt ham ko aazmaata hai jawaanon ki zubaan par nara-e-takbeer aata hai qasam us waqt ki, qasam us waqt ki (x2)
hamain rehna hai apni sarzameen ka paasbaan ban kar nabi ki hai dua fath-e-mubeen ka ek nishaan ban kar karam Allah ka rehta hai... karam Allah ka rehta hai sar par saeybaan ban kar qasam us waqt ki, qasam us waqt ki (x2)
jawaanon ka yeh jazba unke imaan ki nishaani hai watan baaqi rahe, yeh zindagi to aani jaani hai yeh hi Allah ke shairon ka... yeh hi Allah ke shairon ka tarz-e-zindagaani hai
qasam us waqt ki, qasam us waqt ki jab waqt ham ko aazmaata hai jawaanon ki zubaan par nara-e-takbeer aata hai qasam us waqt ki, qasam us waqt ki