Aankh Mein Pani Utar Aana

  • 10 years ago
Aankh Mein Pani Utar Aana
Agar aankho mein pani utarna shru huwa ho to Ya Baseero 1100 martaba mareez parhay, awal aakhir 3 martaba darj bala Durood Sharif parhay.

Insha Allah, Allah ke fazal se chand dino mein aankho mein pani utarna band ho kar shifa hasil hogi or chahiye ke is amal ko jari rakhay.