Barsaat - Barsaat Main

  • 10 years ago
Film: Barsaat
Song: Barsaat Main
Singer: Lata Mangeshker
Actors: Nimmi (Singing) Raj Kapoor and Prem Nath (Nimmi's lover)
Year: 1949
Language: Urdu
Country: India


tak dhina dhin, dina dhin,tak dhina dhin,
barsaat mein,tak dhina dhin
(barsaat mein humse mile tum sajan, tumse mile hum
barsaat mein, tak dhina dhin)-2

preet ne singaar kiya, main bani dulhan main bani dulhan
sapnon ki rim jhim me naach ootha mann, mera naach ootha mann
(aaj main tumhaari huyi, tum mere sanam) -2
tum mere sanam
barsaat mein, tak dhina dhin
barsaat mein humse mile tum sajan,
tumse mile hum
barsaat mein, tak dhina dhin

(yeh samaa hai, jaa rahe ho, kaise manaoo, kaise manaoo)-2
main tumhaari raahon men, yeh nain bichhaaun, nain bichhaaun
yun na jaao tum meri, jaan ki kasam,
jaan ki kasam, barsaat men
barsaat mein humse mile tum sajan,
tumse mile hum, barsaat men

(deir na karna kahin yeh aas toot jaye, saath chhoot jaye)-2
tum na aao, dil ki lagi mujh ko hi jalaaye, khaak men milaaye
aag ki lapton me pukare, ye mera mann
(mil na sake aaj haye, mil na sake hum)-5